Aik sheikh patient hospital mein
Aik sheikh patient hospital mein Nurse par chila raha tha
Doctor ne nurse ko bulwa kar poocha
Woh patient abb kis baat par naraaz ho rahahai
Nurse: woh ess baat par naraaz ho raha hai ke
Medicine khatam hone se pehle hi kion sehat yaab ho geya
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1077 views
Similar Jokes
Wife: Bacha Ab Chalne Laga He
husband: kab Se?
wife: 8 din Se
Husband: Are tum Ab bata Rahi Ho? wo Toh Kaafi Dur Nikal chuka Hoga
by Pak101.com (few years ago!)
Marta Hua Pati Apni Patni Ko Bola
Pati: “Almari Se Tera Gold Set Maine Chori Kiya Tha”
Patni Rote Hue Boli: “Koi Baat Nai Ji”
Pati: “Tere Bhai Ne Tujhe Amanat Di Thi 1 Lakh Wo Bhi Mene Hi Ghayab Kiye”
Patni: “Mene Aapko Maaf Kiya”
Pati: “Teri Kameti Ke Paise Bhi Mene Hi Chori Kiye The”
Patni: “Koi Baat Nahi Ji, Aapko Zehar Bhi Mene Hi Diya Hai, Hisab Barabar“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bache Ka Naam “D” Tha.
1 Din “D” K School Me Sports Day Tha Or Wo Apne Baap Ko B Sath Le Gaya.
Jab “D” Recing Me Dor Raha Tha To Us Ka Baap Chilaya:
Bhago “D”
Bhago “D”
Bhago “D”…
Us Waqt 1 Teacher Ayi Or Boli:
Sir, Plz English Bolain Urdu Allow Nahi, Or Wo Chali Gai.
Phir Us Ka Baap English Main Chillaya
Or Teacher Ko Gussa Aagya Or Us Ny “D” K Baap Ko School Se Bahar Nikal Diya.
Kyun K Wo English Main Chila Raha Tha:
Run-D,
Run-D,
Run-D ;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Explain Digestive System in one Sentnce?
Student: It is Da Process Which Starts
with Eatng from your Rite Hand
&
Finishes With Washing From the Left Hand.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ap bohat Khoobsurat,
Khush Mizaj,
Mohabbat karne wale.
Aur Mehnti ho.
Chal hun Teri Vaari..
Hun Tu V Koi Lateefa Suna.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Aaj pehli bar tum class mein
baaten ker rahey ho, Humesha
tum nazren jhuka ke mere lecture sunte thy.
Madam: Aaj Mera SMS package khatam ho gaya hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kisi k shakal dekh k us ka mazak mat uraho
hu sakta hai us ne ap se ziyada larkian phansa rakhi hun
by Sabir shah (few years ago!)
Railway station
Railway station par bethe aik mosafar ne railway ke afsor se kaha
agar tamam garian late hain to is bare se time table ka kya faida jo aap ne latkaya hoa hay?”
police officer pehle hi guse main tha or bola.
“agar tamam garian waqt par ane lagi to phir kaho ge is bare se waiting room ka kya faida.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
I Searched Many Shops To Buy The Best Chocolate For You.
But, I Didn't Find Any Chocolate Sweeter Than You And Your Smile. .
Next Joke Tommorrow At Same Time.
by Mazhar Khan (few years ago!)
SARDAR:mujy ek hathor ore keel chaye computer k liye.
SALESMAN:lekin iss ka computer main kya kaam?
SARDAR:yaar mujy computer mein window lagani hy...
by sarmad abbas (few years ago!)